SEARCH RESULTS
Showing search results for "hayat e"
Ghazal MATCHES FOR "hayat e"
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
aap ye aaKHirii paiGaam-e-masarrat sun le.n
ki 'hayaat'-e-jigar-afgaar ne dam to.D diyaa
Hayat Amrohvi
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
Hayat Lakhnavi
Ghazal
shahr-e-muraad mil bhii gayaa ab to kyaa 'hayaat'
maayuusiyo.n kaa dil se kabhii Dar na jaa.egaa
Hayat Lakhnavi
Ghazal
apne saa.e se ham KHud ai hayaat Darte hai.n
maslahat kii duniyaa me.n kitnii bad-gumaanii hai
Hayat Warsi
Ghazal
ai 'hayaat' apne hii ehsaas ne ba.Dhne na diyaa
kitnaa aasaan thaa girto.n ko kuchal kar jaanaa
Hayat Warsi
Ghazal
haalaat kaa ye ruKH bhii 'hayaat' aap samajh le.n
kyuu.n zulm ba-andaaz-e-karam TuuT rahe hai.n
Hayat Warsi
Ghazal
sitam-zariifii-e-haalaat kaa karishma hai
bhaTakne vaale mujhe raaste bataate hai.n
Hayat Warsi
Ghazal
na kuu-e-yaar chale hai.n na suu-e-daar 'hayaat'
na jaane ham bhii chale hai.n pas-e-Gubaar kahaa.n
Hayat Madrasi
Ghazal
zindagii asl me.n ta.amiir-e-mohabbat hai 'hayaat'
de ke ham dahr ko paiGaam-e-amal jaate hai.n
Hayat Madrasi
Ghazal
mai.n kaise kartaa mukammal nuquush hastii ke
ruKH-e-‘hayaat’ badaltaa rahaa ufaq kii tarah
Hayat Warsi
Ghazal
'hayaat' fasl-e-bahaaraa.n hai muft me.n badnaam
mizaaj-e-ahl-e-junuu.n haa.o-huu kaa pyaasaa hai
Hayat Lakhnavi
Ghazal
justujuu na.e-pan kii irtiqaa kaa mehvar hai
ham bhii is maquule ke ai 'hayaat' qaa.il hai.n