SEARCH RESULTS
Showing search results for "hifz"
Ghazal MATCHES FOR "hifz"
Ghazal
giraa.n-bahaa hai to hifz-e-KHudii se hai varna
guhar me.n aab-e-guhar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
dil kuchh subuut-e-hifz-e-sharii.at na de sakaa
saaqii ke lutf-e-KHaas pe itraa ke pii gayaa
Ehsan Danish
Ghazal
saaqiyaa hifz-e-maraatib kaa zaraa dhyaan rahe
aisaa lagtaa hai ki me.aar se kam hai.n ham hai.n
Wasi Shah
Ghazal
jaante hai.n vo husuul-e-maaya kii har ik sabiil
hifz hai.n sajjaadgaa.n ko KHaanqaahii ke nisaab
Haneef Sajid
Ghazal
KHud qaatil-e-aqdaar-e-sharaafat hai zamaana
ilzaam hai mai.n hifz-e-maraatib nahii.n samjhaa
Azhar Inayati
Ghazal
qalam uThe to rahe azmat-e-qalam kaa KHayaal
ai 'manshaa' yuu.nhii sadaa hifz-e-aabruu kiije
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
hifz-e-KHudii kii baat hai aa.nkhe.n jo nam nahii.n
aisaa nahii.n ki mujh ko Gam-e-aashiyaa.n na ho
Raunaq Badauni
Ghazal
tumhe.n to hifz thaa shajara mohabbat kaa aqiidat kaa
hamaare baa'd ab dars-e-vafaa kis ko sunaate ho
Saima Jabeen Mahak
Ghazal
mirii talab ko.ii dushvaar-kun nahii.n 'aazar'
isii zamiin pe hifz-o-amaan chaahtaa huu.n
Mushtaq Aazar Fareedi
Ghazal
jinhe.n KHabar nahii.n kahte hai.n aabruu kis ko
vo jaan de.nge bhalaa hifz-e-aabruu ke liye
Talib Dehlavi
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
hifz-e-gul ke liye rakhte jo nigahbaa.n kuchh aur
ho gayaa phuulo.n se mahruum gulistaa.n kuchh aur
Ehsan Ali Khan
Ghazal
kaafir buto.n ke naam ho.n kyuu.nkar tamaam hifz
itne KHudaa ki ho na sake.n jin ke naam hifz