SEARCH RESULTS
Showing search results for "hifz-e-maqsad"
Ghazal MATCHES FOR "hifz-e-maqsad"
Ghazal
KHayaal karte nahii.n ham kabhii masaafat kaa
husuul-e-manzil-e-maqsad me.n chalte rahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hifz-e-naamuus-e-mohabbat ke liye diivaane
apne dil me.n liye marne kii lagan uTThe hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
thii.n laakh garche mahshar o marqad kii uljhane.n
gutthii ko zabt-e-shauq kii suljhaa ke pii gayaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
hai hifz-e-maa-taqaddum kyaa 'ishq kaa bataate
mujh ko hu.aa thaa laahaq ye marz-e-laa-davaa jab
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
talaash-e-manzil-e-maqsad se baaz aa.e.nge
ubhar ke baiThe.nge ham gard-e-kaarvaa.n kii tarah
Wakeel Bhopali
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
duuri-e-manzil-e-maqsad ko.ii ham se puuchhe
baiThe sau baar ham us raah me.n sau baar chale
Mubarak Azimabadi
Ghazal
Shadab Anjum
Ghazal
khultii nazar aatii hai qabaa-e-gul-e-maqsad
ehsaas-e-talab ne jo use KHaar me.n khii.nchaa
Taleef Haidar
Ghazal
use manzil se kyaa matlab zamaana us kii manzil hai
KHayaal-e-manzil-e-maqsad se jo begaana ho jaa.e
Wakeel Bhopali
Ghazal
sang-e-dar ba.az ne sang-e-dar-e-maqsad samjhaa
ye sila ham ko milaa aap kii darbaanii kaa
Naushaba Khatoon
Ghazal
ko.ii diivaana sar-e-manzil-e-maqsad na rahaa
KHizr ne tark kiyaa azm-e-safar mere baad
Sarosh Lucknowi
Ghazal
Birj Lal Raana
Ghazal
Naseem Shahjahanpuri
Ghazal
ik aisaa safar bhii thaa mirii raah me.n aaya
be-manzil-o-maqsad thaa magar mai.n ne kiyaa hai
Abida Karamat
Ghazal
naam-e-haq le ke suu-e-manzil-e-maqsad huu.n ravaa.n
na to vahshat hai na KHauf-e-rasan-o-daar mujhe
Agha Naginwi
Ghazal
mirii talab ko.ii dushvaar-kun nahii.n 'aazar'
isii zamiin pe hifz-o-amaan chaahtaa huu.n