SEARCH RESULTS
Showing search results for "hindostaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "hindostaa.n"
Ghazal
kyaa puuchhte ho naam-o-nishaan-e-musaafiraa.n
hindostaa.n me.n aa.e hai.n hindostaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
urdu hai jis kaa naam hamii.n jaante hai.n 'daaG'
hindostaa.n me.n dhuum hamaarii zabaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
havaa ho aisii ki hindostaa.n se ai 'iqbaal'
u.Daa ke mujh ko Gubaar-e-rah-e-hijaaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
sar-zamiin-e-hind par aqvaam-e-aalam ke 'firaaq'
qaafile baste ga.e hindostaa.n bantaa gayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
hindostaan saaya-e-gul paa-e-taKHt thaa
jaah-o-jalaal-e-ahd-e-visaal-e-butaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
KHudaa yahaa.n bhii ta'assub vahaa.n bhii hai ki nahii.n
karachi vaalo.n se hindostaan puuchhtaa hai
Nawaz Deobandi
Ghazal
Guruur-e-jehl ne hindostaa.n ko luuT liyaa
ba-juz nifaaq ke ab KHaak bhii vatan me.n nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
'shakiil' aa.ina hai daur-e-inqilaab magar
ma.aal-e-qismat-e-hindostaa.n nahii.n ma.aluum
Shakeel Badayuni
Ghazal
ilaahii ek dil kis kis ko duu.n mai.n
hazaaro.n but hai.n yaa.n hindostaa.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye eqtidaar ke bhuuke ye rishvato.n ke vaziir
balaa se un kaa ye hindostaa.n rahe na rahe
Raees Ansari
Ghazal
kyuu.nkar shikaar-e-husn na khele.n yahaa.n ke log
pariyo.n ko phaa.ns lete hai.n hindostaa.n ke log
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
hame.n bhii zehn-o-fikr apne badalne hai.n 'bismil'
na.e KHayaal kaa hindostaa.n hai aur ham hai.n
Bismil Saeedi
Ghazal
har mulk is ke aage jhuktaa hai ehtiraaman
har mulk kaa hai father hindostaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
hindii kii apnii shaan hai urdu kii apnii shaan
dono.n hii aan-baan hai.n hindostaan kii
Ashok Mizaj Badr
Ghazal
us ke rang-e-sabz kii hai chii.n me.n dhuum
kyuu.n na ho aaKHir ko hindostaan hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aur KHuraasaa.n asfahaan iiraan aur tuuraan ko
phir hamaare gulshan-e-hindostaa.n ko ishq hai