SEARCH RESULTS
Showing search results for "hindostaa.n"
Nazm MATCHES FOR "hindostaa.n"
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
chiin-o-arab hamaaraa hindostaa.n hamaaraa
muslim hai.n ham vatan hai saaraa jahaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
taswir-e-dard
rulaataa hai tiraa nazzaara ai hindostaa.n mujh ko
ki ibrat-KHez hai teraa fasaana sab fasaano.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
ram
hai raam ke vajuud pe hindostaa.n ko naaz
ahl-e-nazar samajhte hai.n is ko imaam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
haa.e ab kyaa ho ga.ii hindostaa.n kii sar-zamii.n
aah ai nazzaara-aamoz-e-nigaah-e-nukta-bii.n
Allama Iqbal
Nazm
nanak
aah shuudar ke liye hindostaa.n Gam-KHaana hai
dard-e-insaanii se is bastii kaa dil begaana hai
Allama Iqbal
Nazm
pandrah august
a.ndhere haar ga.e zindaabaad hindostaan
yahii.n to ham ne kahaa thaa ye kar dikhaanaa hai
Javed Akhtar
Nazm
KHak-e-hind
kuchh kam nahii.n ajal se KHvaab-e-giraa.n hamaaraa
ik laash-e-be-kafan hai hindostaan hamaaraa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
luuTte phirte the jab tum kaarvaa.n-dar-kaarvaa.n
sar-barahna phir rahii thii daulat-e-hindostaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
inqalab
ravaa.n-davaa.n tujhe hindostaa.n se so.e adam
ba-qalb-e-zaar o ba-chashm-e-pur-aab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
hindostan
naaquus se Garaz hai na matlab azaa.n se hai
mujh ko agar hai ishq to hindostaa.n se hai
Zafar Ali Khan
Nazm
bhaarat ke saputon se KHitab
be-KHauf gaa.e jaa.o ''hindostaa.n hamaaraa''
aur ''vande-maataram'' ke na.are lagaa.e jaa.o
Lal Chand Falak
Nazm
tarana-e-reKHta
sar cha.Dh ke boltaa hai urdu zabaa.n kaa jaaduu
hindostaa.n kii miTTii ke aasmaa.n kaa jaaduu