SEARCH RESULTS
Showing search results for "hiraas"
Ghazal MATCHES FOR "hiraas"
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
hiraas-e-shab, asar-e-zo.af, KHauf-e-raahzanaa.n
musaafiro.n pe giraa.n vaqt-e-shaam hotaa hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
uljhan ghuTan hiraas tapish karb intishaar
vo bhii.D hai ke saa.ns bhii lenaa muhaal hai
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye shahr yuu.n bhii to dahshat bharaa nagar hai yahaa.n
dilo.n kaa shor havaa ko hiraas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
tamaam raat ajab intishaar me.n guzrii
tasavvuraat me.n dahshat rahii hiraas rahaa
Bashir Farooqi
Ghazal
jamaal-e-yaar kii lazzat bayaan kyaa karte
nazar me.n shauq badan me.n hiraas baiThe rahe
Saeed Qais
Ghazal
gird-o-navaah-e-dil me.n KHauf-o-hiraas itnaa
pahle kabhii nahii.n thaa is baar kar diyaa hai
Shahryar
Ghazal
hiraas phail gayaa hai zamiin-daano.n me.n
qayaamate.n nazar aatii hai.n aasmaano.n me.n
Saqi Faruqi
Ghazal
rahtaa hai ik hiraas saa qadmo.n ke saath saath
chaltaa hai dasht dasht-navardo.n ke saath saath
Muneer Niyazi
Ghazal
ho.n be-hiraas ye mujhe rakkhe.n kisii jagah
Dar ho vahaa.n ki terii hukuumat jahaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Daaka pa.Daa to luT ke hu.aa hai ye faa.eda
ham KHauf aur hiraas se aage nikal ga.e
Sarfaraz Shahid
Ghazal
neza uThaa.e phirtii hai har raah me.n qazaa
har mo.D par hiraas milii zindagii mujhe