SEARCH RESULTS
Showing search results for "hiraas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hiraas"
Nazm
hiras
tere ho.nTo.n pe tabassum kii vo halkii sii lakiir
mere taKH.iil me.n rah rah ke jhalak uThtii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hiraas-e-shab, asar-e-zo.af, KHauf-e-raahzanaa.n
musaafiro.n pe giraa.n vaqt-e-shaam hotaa hai
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
uljhan ghuTan hiraas tapish karb intishaar
vo bhii.D hai ke saa.ns bhii lenaa muhaal hai
Malikzaada Manzoor Ahmad
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hiraas"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye shahr yuu.n bhii to dahshat bharaa nagar hai yahaa.n
dilo.n kaa shor havaa ko hiraas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Nazm
nashat-e-umid
tujh se hai mohtaaj kaa dil be-hiraas
tujh se hai biimaar ko jiine kii aas
Altaf Hussain Hali
Ghazal
tamaam raat ajab intishaar me.n guzrii
tasavvuraat me.n dahshat rahii hiraas rahaa
Bashir Farooqi
Ghazal
jamaal-e-yaar kii lazzat bayaan kyaa karte
nazar me.n shauq badan me.n hiraas baiThe rahe
Saeed Qais
Nazm
aazadi
jab kisaano.n kii nigaaho.n se Tapaktaa hai hiraas
phuuTne lagtii hai jab mazduur ke zaKHmo.n se yaas
Ali Sardar Jafri
Ghazal
hiraas phail gayaa hai zamiin-daano.n me.n
qayaamate.n nazar aatii hai.n aasmaano.n me.n
Saqi Faruqi
Ghazal
rahtaa hai ik hiraas saa qadmo.n ke saath saath
chaltaa hai dasht dasht-navardo.n ke saath saath
Muneer Niyazi
Ghazal
gird-o-navaah-e-dil me.n KHauf-o-hiraas itnaa
pahle kabhii nahii.n thaa is baar kar diyaa hai
Shahryar
Ghazal
kuTiyaa se baalaa-tar rahe KHauf-o-hiraas-o-Gam
KHatre haveliyo.n me.n ra.ngolii me.n aa ga.e



