SEARCH RESULTS
Showing search results for "hubb-e-aal"
Ghazal MATCHES FOR "hubb-e-aal"
Ghazal
mataa-o-maal-e-havas hubb-e-aal saamne hai
shikaar KHud ko bachaa dekh jaal saamne hai
Rahi Fidai
Ghazal
iimaan-o-hubb-e-aal-e-nabii saath hai 'fidaa'
be-zaad-o-raahila ye adam kaa safar nahii.n
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
tere kuuche ke maze kab ko samajhtaa vaa.iz
us kii taskii.n ke liye zikr-e-iram achchhe hai.n
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
hasad kisii se na ranj-o-malaal rakhte hai.n
ham apnii zaat adiim-ul-misaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
yaa to mirii bastii ke sabhii log hai.n andhe
yaa halqa-e-aafaaq me.n suuraj kii kamii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
unhii pe tohmat-e-diivaangii lagaate ho
jo ittifaaq se mahfil me.n ruu-shanaas bhii hai.n
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
raat kahtii thii diyo.n kii TimTimaahaT kab talak
tiirgii so.ii zamiir-e-kun-fakaa.n raushan hu.aa
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Ghazal
raqs me.n hai jahaa.n kaa jahaa.n aaj-kal
maa.nd hai gardish-e-aasmaa.n aaj-kal
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
mai.n mast-e-baada-e-hubb-e-alii huu.n ai 'anjum'
kabhii bahak na sake jo vo baada-KHvaar huu.n mai.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
qalam ko musta.id-e-hubb-e-jaah likh liije
mire gunaaho.n me.n aur ik gunaah likh liije
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
na hubb-e-jaah-o-hasham hai na maal-o-zar kii talaash
dar-e-faqiir pe kis ne ye taaj rakkhaa hai
Shoaib Ahmad Khan Shoaib
Ghazal
baat mandir kii ho yaa masjid kii ho
jazba-e-hubb-e-vatan apnii jagah