SEARCH RESULTS
Showing search results for "humaayuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "humaayuu.n"
Ghazal
na daulat kii talab thii aur na daulat chaahiye hai
mohabbat chaahiye thii bas mohabbat chaahiye hai
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
mas.ala aaj mire ishq kaa tuu hal kar de
pyaar kar TuuT ke mujh se mujhe paagal kar de
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
ai kaatib-e-taqdiir ye taqdiir me.n likh de
bas us kii mohabbat mirii jaagiir me.n likh de
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
ab zindagii ro ro ke guzaare.nge nahii.n ham
ye bojh to hai bojh utaare.nge nahii.n ham
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
mohabbat kaa ye ruKH dekhaa nahii.n thaa
vo yuu.n badlegaa ye sochaa nahii.n thaa
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
thaa pahlaa safar us kii rifaaqat bhii na.ii thii
raste bhii kaThin aur masaafat bhii na.ii thii
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
haal me.n jiine kii tadbiir bhii ho saktii hai
zindagii maazii kii tasviir bhii ho saktii hai
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
na.e mizaaj kii tashkiil karnaa chaahte hai.n
ham apne aap ko tabdiil karnaa chaahte hai.n
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
hai vahii ek mere sivaa aur mai.n
dono.n tanhaa hai.n meraa KHudaa aur mai.n
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
Shah Deen Humayun
Ghazal
chand tahriik humaayuu.n, nahii.n chhapte ab to
a mudiiraan-e-adab achchhe risaale denaa
Ram Daas
Ghazal
ye furqato.n me.n lamha-e-visaal kaise aa gayaa
mohabbato.n me.n phir nayaa ubaal kaise aa gayaa
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
ko.ii ahd-e-vafaa bhuulaa hu.aa huu.n
nahii.n kuchh yaad kyaa bhuulaa hu.aa huu.n
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
meh.ndii paa.nv me.n kyaa lagaanaa thaa
ye na aane kaa ik bahaanaa thaa
Sayad Humayun Mirza Haqeer
Ghazal
jo tujhe paikar-e-sad-naaz-o-adaa kahte hai.n
qadr-daa.n husn ke ye baat bajaa kahte hai.n
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
kyuu.n musht-e-KHaak par ko.ii dil daaGdaar ho
mar kar bhii ye havas ki hamaaraa mazaar ho
Shah Deen Humayun
Ghazal
kyaa dam-e-naz.a ko.ii aur tamanna karte
jab talak dam na nikaltaa use dekhaa karte
Sayad Humayun Mirza Haqeer
Ghazal
dard-e-dil apnaa sunaanaa chaahiye
ha.nsne vaalo.n ko rulaanaa chaahiye
Sayad Humayun Mirza Haqeer
Ghazal
chhaante KHaak hai.n is raah se aane vaale
jii se jaate hai.n tire kuuche se jaane vaale
Sayad Humayun Mirza Haqeer
Ghazal
terii zulf me.n dil pha.nsaa chaahtaa hai
ye aabaad ghar ab luTaa chaahtaa hai