SEARCH RESULTS
Showing search results for "husainii"
Ghazal MATCHES FOR "husainii"
Ghazal
ko.ii husainii na niklaa mire rafiiqo.n me.n
diyaa bujhaa ke jalaayaa to mai.n akelaa thaa
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
hai.n ham husainii hame.n sar kaTaanaa aataa hai
hamaare paas yaziidaana-chaal tho.Dii hai
Nawaz Asimi
Ghazal
behaal dil kaa haal karuu.n to Gazal kahuu.n
jiine kaa phir malaal karuu.n to Gazal kahuu.n
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
zamii.n pe jin ko hijaab-o-hayaa zaruurii hai
Gazab hai un kii hijaab-o-hayaa se duurii hai
Rifat Al-Husaini
Ghazal
ko.ii to baat hogii tumhaarii nigaah me.n
dil jo na rah sakaa thaa hamaarii panaah me.n
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
Syed Moinuddin Makhfi
Ghazal
zindagii me.n zabt paidaa kar diyaa
us ke Gam ne dekhiye kyaa kar diyaa
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
husn jab tak KHafaa nahii.n hotaa
aashiqii me.n mazaa nahii.n hotaa
Zakir Husain Husaini Zakir
Ghazal
kaise har dard ko siine me.n chhupaa.e rakkhe.n
aur ho.nTo.n pe tabassum ko sajaa.e rakkhe.n
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
aa.nkho.n aa.nkho.n me.n baat hone lagii
KHaalii nii.ndo.n se raat hone lagii
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
KHvaab palko.n pe mirii aa ke machal jaate hai.n
yaa kabhii ban ke guhar aa.nkh se Dhal jaate hai.n
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
un pe zaahir thaa miraa ishq-e-husainii tabhii to
tapte sahraa me.n mujhe dhoke se laayaa gayaa thaa
Rehman Musawwir
Ghazal
ye hangaame tamaashe kam na ho.nge
magar mahfil me.n terii ham na ho.nge
Zakir Husain Husaini Zakir
Ghazal
vo dil nahii.n hai jis me.n tirii aarzuu na ho
vo gul nahii.n nasiib jise rang-o-buu na ho
Zakir Husain Husaini Zakir
Ghazal
tuu ro rahaa hai binaa maqsad-e-husainii ke
tirii azaa me.n kahii.n zainabii-nisaab nahii.n