SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikatthe"
Ghazal MATCHES FOR "ikatthe"
Ghazal
ham ne KHushiyo.n kii tarah dukh bhii ikaTThe dekhe
safha-e-ziist ko palToge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Ghazal
Haseeb Soz
Ghazal
KHvaabo.n kii miTTii se bane do kuuzo.n me.n
do dariyaa hai.n aur ikaTThe bahte hai.n
Fariha Naqvi
Ghazal
kuchh safiine hai.n jo Garqaab ikaTThe ho.nge
aa.nkh me.n KHvaab tah-e-aab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Hasan Abbasi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
do do kar ke bosa-e-mau.uud jab mai.n ne gine
ha.ns ke puuchhaa hai.n ikaTThe ye kiye kab kab ke do
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
Khalid Sharif
Ghazal
vahshat-e-hijr bhii tanhaa.ii bhii mai.n bhii 'anjum'
jab ikaTThe hu.e sab ek Gazal aur kahii
Anjum Khaleeq
Ghazal
phir kahii.n baiTh ke pii jaa.e ikaTThe chaa.e
phir ko.ii shaam kaa pal saath guzaaraa jaa.e
Iman Qaisrani
Ghazal
raat ko mai.n miraa saayaa the ikaTThe dono.n
le gayaa chhiin ke din ko miraa saayaa suuraj
Azad Gulati
Ghazal
udaas tum ho vahaa.n par udaas ham hai.n yahaa.n
kabhii milo to ikaTThe udaas rahte hai.n
Sharjeel Ansari
Ghazal
diida-o-dil dono.n kyo.n ik saath bujhe
mehr-o-maah ikaTThe kab gahnaate hai.n