SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikatthii"
Ghazal MATCHES FOR "ikatthii"
Ghazal
ki jaise us se mulaaqaat phir nahii.n hogii
vo saarii baate.n ikaTThii bataanaa chaahtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Balmohan panday
Ghazal
tamaam KHushiyaa.n ikaTThii thii.n ek dukh ke gird
unhe.n dhakel ke chiiKHaa haTo miraa dukh hai
Osama Khalid
Ghazal
kisaan kheto.n se ghar na jaa paayaa sochtaa thaa
ikaTThii pahle mai.n umr-bhar kii kapaas kar luu.n
Zeeshaan sajid
Ghazal
Nudrat Meeruti
Ghazal
Shoaib Ahmad Merathi Nudrat
Ghazal
har zarra chamaktaa hai anvaar-e-ilaahii se
har saa.ns ye kahtii hai ham hai.n to KHudaa bhii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
aavaara-mizaajii ne phailaa diyaa aa.ngan ko
aakaash kii chaadar hai dhartii kaa bichhaunaa hai
Nida Fazli
Ghazal
pahle pahle havas ik-aadh dukaa.n kholtii hai
phir to baazaar ke baazaar se lag jaate hai.n