SEARCH RESULTS
Showing search results for "iksiir"
Ghazal MATCHES FOR "iksiir"
Ghazal
hijaab iksiir hai aavaara-e-kuu-e-mohabbat ko
mirii aatish ko bha.Dkaatii hai terii der-paivandii
Allama Iqbal
Ghazal
ra.ng-e-KHuubaan-e-jahaa.n dekhte hii zard kiyaa
aap zor aa.nkho.n me.n iksiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aa.ii iksiir Ganii dil nahii.n rakhtii aisaa
KHaaksaarii nahii.n dii hai mujhe daulat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
na maaraa aap ko jo KHaak ho iksiir ban jaataa
agar paare ko ai iksiir gar maaraa to kyaa maaraa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
allaah ke raste hii me.n maut aa.e masiihaa
iksiir yahii ek davaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
jis kaa har ek juzv hai iksiir-e-zindagii
phir KHaak me.n vo jins milaa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
'haatim' tuu go ki KHaak hu.aa kiimiyaa kahaa.n
honaa vahii jo KHaak se iksiir hu.iye
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
surma lagaayaa kiijiye aa.nkho.n me.n mehrbaa.n
iksiir ye sufuuf hai biimaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Hamidullah Afsar
Ghazal
vo merii fikr me.n badle kaa zahr gholtaa hai
magar mai.n zahr ko iksiir kartaa rahtaa huu.n
Raeesuddin Raees
Ghazal
haath aa.e hai kyaa KHaak tire KHaak-e-kaf-e-paa
jab tak ki na qismat me.n ho iksiir kisii kii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
faa.eda de tire biimaar ko kyaa KHaak davaa
ab to iksiir bhii diije to zarar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
siimaab kii tarah se shagufta hu.aa mizaaj
iksiir mujh ko mere KHariidaar ne kiyaa