SEARCH RESULTS
Showing search results for "iltibaas"
Ghazal MATCHES FOR "iltibaas"
Ghazal
tuu kahii.n aas-paas thaa vo tiraa iltibaas thaa
mai.n use dekhtaa rahaa phir mujhe nii.nd aa ga.ii
Rais Farogh
Ghazal
vo KHvaab ko bhii haqiiqat samajh ke jiite hai.n
isii me.n KHush hai.n to ye iltibaas rahne do
Atyab Ejaz
Ghazal
dil-o-dimaaG pe jab iKHtiyaar thaa us kaa
kisii havaale se phir iltibaas kyaa karte
Saqib Kaif
Ghazal
iltibaas aap ko jab se hai vafaa.o.n pe mirii
dil Gariiq-e-Gam-o-hirmaa.n hai KHudaa KHair kare
Azeem Hyderabadi
Ghazal
rago.n me.n ab bhii qabiile kaa KHuun sarkash hai
magar vo vasf kahaa.n sirf iltibaas huu.n aaj
Siddique Mujibi
Ghazal
shohrat nazar me.n ho to balaaGat se kyaa Garaz
sarqe kaa Gam nahii.n to Gam-e-iltibaas kyaa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
tirii umiid pe Thukraa rahaa huu.n duniyaa ko
tujhe bhii apne pe ye e'tibaar hai ki nahii.n