SEARCH RESULTS
Showing search results for "iltibaas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iltibaas"
Ghazal
tuu kahii.n aas-paas thaa vo tiraa iltibaas thaa
mai.n use dekhtaa rahaa phir mujhe nii.nd aa ga.ii
Rais Farogh
Ghazal
vo KHvaab ko bhii haqiiqat samajh ke jiite hai.n
isii me.n KHush hai.n to ye iltibaas rahne do
Atyab Ejaz
PAGE MATCHES FOR "iltibaas"
MORE MATCHES FOR "iltibaas"
Ghazal
iltibaas aap ko jab se hai vafaa.o.n pe mirii
dil Gariiq-e-Gam-o-hirmaa.n hai KHudaa KHair kare
Azeem Hyderabadi
Nazm
inKHila
u.D rahii hai iltibaas me.n
aur vo KHaamushii thii jo mahaan aatmaa kaa ramz thii
Ahmad Hamesh
Ghazal
shohrat nazar me.n ho to balaaGat se kyaa Garaz
sarqe kaa Gam nahii.n to Gam-e-iltibaas kyaa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
rago.n me.n ab bhii qabiile kaa KHuun sarkash hai
magar vo vasf kahaa.n sirf iltibaas huu.n aaj
Siddique Mujibi
Nazm
safar nadiya ke pani ko wadiat hai
vo bas ik iltibaas-e-vaqt thaa
ab to mire paanii me.n gad-laahaT hai
Parveen Tahir
Translated Poetry
aur taqriiban naa-qaabil-e-samaa'at shaa'irii kii devii kii
aavaaz kaa iltibaas
Anna Akhmatova
Nazm
iltibas
hame.n kis ne dhakelaa is taraf
un nuur barsaatii hu.ii niilii fazaa.o.n se
Parveen Tahir
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa







