SEARCH RESULTS
Showing search results for "imdaad"
Ghazal MATCHES FOR "imdaad"
Ghazal
ho ke israar-e-Gam-e-taazaa se majbuur-e-fuGaa.n
chashm ko ashk-e-tar imdaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
hame.n karnaa hai KHudaavand kii imdaad so ham
dair-o-ka.aba ko la.Daane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
saahil ke tamaashaa.ii har Duubne vaale par
afsos to karte hai.n imdaad nahii.n karte
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
laazim hai apne aap kii imdaad kuchh karuu.n
siine me.n vo KHalaa hai ki iijaad kuchh karuu.n
Jaun Eliya
Ghazal
ek hii to vo muhim thii jise sar karnaa thaa
mujhe haasil na kisii kii hu.ii imdaad us me.n
Jaun Eliya
Ghazal
mere kaarobaar me.n sab ne ba.Dii imdaad kii
daad logo.n kii galaa apnaa Gazal ustaad kii
Rahat Indori
Ghazal
kin zamiino.n pe utaaroge ab imdaad kaa qahr
kaun saa shahr ujaa.Doge basaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
vaqt-e-imdaad hai ai himmat-e-gustaaKHi-e-shauq
shauq-a.ngez hai.n un ke lab-e-KHandaa.n kyaa kyaa
Akhtar Shirani
Ghazal
sone kii taraazuu me.n miraa dard na taulo
imdaad se Gairat kaa guzaaraa nahii.n hotaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
dil ne imdaad kabhii hasb-e-zaruurat nahii.n dii
dasht me.n aql na dii shahr me.n vahshat nahii.n dii
Farhat Ehsas
Ghazal
kisii kaa dil ko rahaa intizaar saarii raat
falak ko dekhaa kiye baar baar saarii raat