SEARCH RESULTS
Showing search results for "inkishaaf"
Ghazal MATCHES FOR "inkishaaf"
Ghazal
mujh aise shaKHs ko raushan-zamiir kar degaa
vo be-qaraar hai ye inkishaaf ho jaanaa
Mehshar Afridi
Ghazal
shab aaj kii vo mire naam karne vaalaa hai
ye inkishaaf hu.aa thaa ki raat biit ga.ii
Taimur Hasan
Ghazal
gunaahgaaro.n me.n baiThe to inkishaaf hu.aa
KHudaa se ab bhii bahut KHauf khaayaa jaataa hai
Shariq Kaifi
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
vo shab guzaarne aa.egaa mere kuuche me.n
havaa-e-shaam ne dhiire se inkishaaf kiyaa
Zeeshan Sahil
Ghazal
ho gayaa 'maKHmuur' raaz-e-zindagii kaa inkishaaf
mauj aatii hai fanaa hone ko saahil kii taraf
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
har inkishaaf dard ke parde me.n aa.egaa
gar ho sake to KHud se bhii KHud ko chhupaa.e
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vo boltaa hai to sab log aise sunte hai.n
ki jaise us ne ko.ii inkishaaf karnaa hai
Azhar Adeeb
Ghazal
mai.n munharif thaa jis se harf-e-inhiraaf kii tarah
khulaa vo dhiire dhiire bu-e-inkishaaf kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
ye inkishaaf sitaaro.n se bhar gayaa daaman
kisii ne itnaa kahaa jab ki vo hamaaraa nahii.n
Ahmad Zafar
Ghazal
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
mai.n sun rahaa thaa KHud apne zamiir kii aavaaz
hazaar kartaa zaruurat kaa inkishaaf badan
Mehshar Afridi
Ghazal
tujh ko kabhii bhii merii zaruurat nahii.n rahii
maayuus ho gayaa huu.n mai.n is inkishaaf se
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
ye dil kaa inkishaaf hai ye ain shiin qaaf hai
jo ka.abe par Gilaaf hai ye ain shiin qaaf hai
Shadab Javed
Ghazal
vo jis ke baa'd mujhe kuchh nahii.n Daraa.egaa
vo inkishaaf sar-e-daar karne vaalaa huu.n
Subodh Lal Saqi
Ghazal
kabhii gumaan kii suurat kabhii yaqiin ke saath
dilo.n ke raaz kaa ham inkishaaf karte hai.n
Iftikhar Raghib
Ghazal
hamaarii nii.nd ke piichhe chhupii hai taabaanii
charaaG so ga.e ye inkishaaf karte hu.e
Mukesh Aalam
Ghazal
lahuu lahuu aarzuu badan kaa lihaaf hogaa
vo kitnaa buzdil hai aaj ye inkishaaf hogaa
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
tire sabab hii Gazal me.n hai taazgii paiham
suKHan me.n roz nayaa inkishaaf karte hai.n