SEARCH RESULTS
Showing search results for "inteqaam"
Ghazal MATCHES FOR "inteqaam"
Ghazal
yahaa.n vo kaun hai jo intiKHaab-e-Gam pe qaadir ho
jo mil jaa.e vahii Gam dosto.n kaa mudda.aa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
haatho.n se intiqaam liyaa irti.aash ne
daamaan-e-yaar se ko.ii nisbat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
isii tarah se agar chaahtaa rahaa paiham
suKHan-varii me.n mujhe intiKHaab kar degaa
Parveen Shakir
Ghazal
mujhe dekhnaa ho jas ko mire haal par na jaa.e
miraa zauq-o-shauq dekhe miraa intiKHaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
hazaar safho.n kaa diivaan kaun pa.Dhtaa hai
'bashiir-badr' kaa ko.ii intiKHaab de jaa.o
Bashir Badr
Ghazal
KHaraab rahte the masjid ke aage mai-KHaane
nigaah-e-mast ne saaqii kii intiqaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
adaa-e-kam-nigaahii ne kiyaa rusvaa mohabbat ko
ye kis kii mehrbaanii hai na tum samjhe na ham samjhe
Saba Akbarabadi
Ghazal
mai.n KHaalii haath hii jaa pahu.nchaa us kii mahfil me.n
miraa raqiib ba.De intizaam se aayaa
Jamal Ehsani
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
aise vo ro rahaa thaa miraa haal dekh kar
aayaa hu.aa ho jaise kisii intiqaal me.n
Himanshi Babra
Ghazal
us kii raato.n kaa intiqaam na puuchh
jis ne ha.ns ha.ns ke din guzaare hai.n