SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishq-e-azal-giir"
Ghazal MATCHES FOR "ishq-e-azal-giir"
Ghazal
kun-giir-o-azal-giir-o-abad-giir hai ye naam
sau dil ho.n kisuu paas so is naam pe haare
Abdullah Saqib
Ghazal
Prem Pal Ashk
Ghazal
ishq-e-azal hai sajda-e-tauhiid kii nazar
ham be-qaraar jalte hai.n daulat ke ruu-ba-ruu
Syed Saddam Gilani Murad
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
gar tirii palko.n se ye ashk-e-ravaa.n gir jaa.egaa
mere is naazuk se dil par aasmaa.n gir jaa.egaa
Nazim Zarsinar
Ghazal
daaG-e-firaaq zaKHm-e-vafaa ashk-e-KHuu.n-fishaa.n
roz-e-azal se hai.n yahii jaagiire.n ishq kii
Saghar Siddiqui
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
fitratan ishq-e-giraa.n gosh-e-azal hii se hai
taalib-e-lutf do-guuna hai vo bahraa ho kar
Rifat Sethi
Ghazal
tujh ko qassaam-e-azal denaa na thaa ye ishq-e-KHaam
kaash dil ke saath detaa soz-e-parvaana mujhe
Zabt Sitapuri
Ghazal
hotii chaman-aaraa-e-azal kii jo mashiyyat
apne shajar-e-ishq kaa vaqt-e-samar aataa
Imdad Imam Asar
Ghazal
vo naa-muraad-e-azal jis ko ishq kahte hai.n
havas ke shahr me.n tanhaa dikhaa.ii detaa hai
Shahjahan Bano Yaad
Ghazal
dardmandaan-e-azal par ishq kaa ehsaa.n nahii.n
dard yaa.n dil se gayaa kab thaa ki paidaa kar diyaa
Fani Badayuni
Ghazal
roz-e-azal se ishq hai naakaam-e-aarzuu
dil hai magar hujuum-e-tamannaa liye hu.e
Ehsan Danish
Ghazal
ye lamhe saaz-e-azal se chhalak ke gir ga.e the
tabhii se yuu.n hii musalsal hai.n gungunaate hu.e
Jamal Owaisi
Ghazal
ye izn roz-e-azal ishq ko diyaa na gayaa
ki mubtalaa-e-havas ko.ii aarzuu ho jaa.e
Abeera Ahmad
Ghazal
aaj tak sub.h-e-azal se vahii sannaaTaa hai
ishq kaa ghar kabhii sharminda-e-mehmaa.n na hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ulfat na kuchh parii se na kuchh huur se hai ishq
mushtaaq 'barq' roz-e-azal se hai yaar kaa