SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishq-e-jaan"
Ghazal MATCHES FOR "ishq-e-jaan"
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
KHud ishq qurb-e-jism bhii hai qurb-e-jaa.n ke saath
ham duur hii se un ko pukaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ye dil kab ishq ke qaabil rahaa hai
kahaa.n is ko dimaaG o dil rahaa hai
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
ye ham se na hogaa ki kisii ek ko chaahe.n
ai ishq hamaarii na tire saath banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ai dard-e-ishq tujh se mukarne lagaa huu.n mai.n
mujh ko sambhaal had se guzarne lagaa huu.n mai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
muddato.n tark-e-tamannaa pe lahuu royaa hai
ishq kaa qarz chukaayaa hai bahut din ham ne
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ishq me.n aaj bhii hai niim-nigaahii kaa chalan
pyaar karte hai.n usii husn-e-rivaayaat se ham
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
alfaaz me.n iz.haar-e-mohabbat ke tariiqe
KHud ishq kii nazro.n me.n bhii maayuub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aql-e-ma.aash o hikmat-e-duniyaa ke baavajuud
ham ko aziiz ishq kaa diivaana-pan bhii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ab sivaa is ke mudaavaa-e-Gam-e-dil kyaa hai
itnii pii jaa.e.n ki har ranj-o-mehan ko bhuule.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
vajuud-e-ishq kii taariiKH kaa pata to chale
varaq ulaT ke tuu arz o samaa ke dekh zaraa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
dil me.n dar aave hai har sub.h ko.ii yaad aise
juu.n dabe-paa.nv nasiim-e-saharii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
nahii.n gar jaan-e-jaa.n to dushman-e-jaa.n
hamaarii jaan ke kuchh to rahe ho
Parveen Kumar Ashk
Ghazal
aafat-e-jaa.n us parii se dil lagaanaa ho gayaa
us ko kyaa chaahaa ki ik dushman zamaana ho gayaa