SEARCH RESULTS
Showing search results for "ism-e-aziim"
Ghazal MATCHES FOR "ism-e-aziim"
Ghazal
jalva-e-dost ne vo sehr kiyaa hai ki 'aziim'
dil sharaaro.n se farozaa.n hai KHudaa KHair kare
Azeem Hyderabadi
Ghazal
hujuum-e-maah-vashaa.n me.n 'aziim' rah ke mujhe
qadam qadam pe ba.Dii bebasii nazar aa.ii
Azeem Hyderabadi
Ghazal
mai.n khi.nchaa jaa rahaa huu.n us kii taraf
ye kashish husn-e-fitna-zaa kii hai
Azeem Hyderabadi
Ghazal
Azeem Hyderabadi
Ghazal
zulmate.n taariik shab kii duur karne ke liye
baadalo.n se ham ai 'aazim' bijliyaa.n le kar chale
Aazim Kohli
Ghazal
kahaa thaa tum se ai 'aazim' sambhal sambhal ke chalo
bharam na rakkhaa magar tum ne parda-daarii kaa
Aazim Kohli
Ghazal
saare ahbaab apne apne raasto.n par ho liye
ai 'aziim' apnii taraf ab tuu bhii be-shak dekh le
Imran Azeem
Ghazal
tuu mirii jaan nahii.n ab magar ai jaan-e-'aziim'
zindagii ab bhii tirii dast-nigar hai ki jo thii
Azeem Murtaza
Ghazal
idhar udhar hii ghuumte rahoge ‘yaavar-e-‘aziim'
na aar hai na paar hai ufuq ke paar us taraf
Yawar Azeem
Ghazal
kis liye KHud ko samajhtaa hai vo patthar kii lakiir
us kaa inkaar bhii iqraar me.n aa saktaa hai
Azeem Haider Syed
Ghazal
ba.Dhaa loge agar tum faasle mujh se kabhii 'aazim'
to ruudaad-e-dil-e-naashaad phir kis ko sunaa.oge
Aazim Kohli
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
qariib ho ke bhii 'aazim' ke tuu qariib nahii.n
palaT ke aa mire saaqii ki raat jaatii hai
Aazim Kohli
Ghazal
Azeem Murtaza
Ghazal
vo daur-e-ishq mahz bhii kiyaa vaqt thaa 'aziim'
jab dil pe naqsh mohr-o-nishaan-e-sitam na thaa
Azeem Murtaza
Ghazal
kabhii to ulTe sar-e-aam vo naqaab apnii
taras rahe hai.n sabhii baada-e-inab ke liye