SEARCH RESULTS
Showing search results for "istehsaal"
Ghazal MATCHES FOR "istehsaal"
Ghazal
mire KHuluus kaa yaaro.n ne aasraa le kar
kiyaa hai KHuub mirii dostii kaa istehsaal
Haneef Kaifi
Ghazal
haq diyaa jaataa nahii.n puuraa kisii mazduur ko
aise istehsaal ke laakho.n yahaa.n andaaz hai.n
Azra Naz
Ghazal
ho vo insaa.n kii KHudaa.ii yaa mashiino.n kaa nizaam
zad pe istehsaal kii mazduur thaa mazduur hai
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
aTkii hu.ii hai ruuh puraanii taraash me.n
kis dil se asr-e-haal kii jiddat KHariidiye
Hafeez Momin
Ghazal
aap kaa istehqaaq thaa raah badal lenaa
sab kaa apnaa jiivan apnii duniyaa hai
Iftikhar Haidar
Ghazal
fauj-e-KHat aatii hai ai sultaan-e-husn
mulk-e-ruKH se teraa istiisaal hai
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
jabr kii bastii me.n bhii raa.e kii aazaadii mile
sab ko istehqaaq ho taa.iid kaa tardiid kaa