SEARCH RESULTS
Showing search results for "izaafa"
Ghazal MATCHES FOR "izaafa"
Ghazal
mai.n ne anguur kii belo.n me.n tujhe chuum liyaa
kar diyaa aur izaafa tirii hairaanii me.n
Sarvat Husain
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
mere maathe kii lakiiro.n me.n izaafa kar ke
vo bhii maazii kii tarah apnii nishaanii degaa
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
tum vahii ho ki jo pahle the mirii nazro.n me.n
kyaa izaafa hu.aa in atlas o baanaat ke saath
Aitbar Sajid
Ghazal
terii kamii me.n roz izaafa karegii umr
aur is kamii ko kam bhii nahii.n kar sakuu.ngaa mai.n
Abhishek Shukla
Ghazal
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
tuu ne jo dard kii daulat hame.n dii thii us me.n
kuchh izaafa hii kiyaa ham ne KHayaanat nahii.n kii
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
un ke shub.haat me.n kuchh aur izaafa thaa 'shakeb'
ashk-e-saada ke is in.aam pe ronaa aayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
ye bechainii hamesha se mirii fitrat hai lekin
ba-qadr-e-umr is me.n kuchh izaafa ho gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
junuu.n me.n ko.ii izaafa nahii.n hai muddat se
Gubaar-e-jism bhii ab ke u.Daa ke dekhte hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
hote hii javaa.n ho ga.e paaband-e-hijaab aur
ghuu.nghaT kaa izaafa hu.aa baalaa-e-naqaab aur
Saail Dehlvi
Ghazal
zaraa aage chaloge to izaafa ilm me.n hogaa
mohabbat pahle pahle be-zarar mahsuus hotii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ab is fazaa kii kasaafat me.n kyuu.n izaafa ho
Gubaar-e-dil hai so dil me.n nihaa.n liye phiriye
Pirzada Qasim
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
bichha.Dte vaqt izaafa na apne ranj me.n kar
yahii samajh ki hu.aa hai bahut malaal mujhe
Irfan Sattar
Ghazal
raunaq me.n achaanak jo izaafa saa hu.aa hai
aa.ngan me.n mire chaa.nd kaa haala hai ki tum ho
Meena Khan
Ghazal
jo ho sake to mire hijr me.n izaafa kar
ki mujh se der hu.ii tujh se dil lagaane me.n
Jahanzeb Sahir
Ghazal
karte hai.n ba-tadriij vo zulmo.n me.n izaafa
mujh par agar un kaa hai kuchh ehsaan yahii hai