SEARCH RESULTS
Showing search results for "izn-e-aam"
Ghazal MATCHES FOR "izn-e-aam"
Ghazal
mai-kade me.n aaj ik duniyaa ko izn-e-aam thaa
daur-e-jaam-e-be-KHudii begaana-e-ayyaam thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye izn-e-aam hai ai vaa.izo aa.o vuzuu kar lo
KHudaa kaa naam le kar bai.at-e-dast-e-subuu kar lo
Rifat-al-Qasmi
Ghazal
hai aaj bazm me.n phir izn-e-aam saaqii kaa
'qamar' hunuuz musalmaa.n hai dekhiye kyaa ho
Qamar Moradabadi
Ghazal
vo janaaze par mire kis vaqt aa.e dekhnaa
jab ki izn-e-aam mere aqribaa kahne ko hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aaj maiKHaane me.n izn-e-aam thaa saaqii tire
is liye duniyaa idhar aa.ii thii aur kuchh bhii nahii.n
Shiv Charan Das Goyal Zabt
Ghazal
jab tuu chale janaaza-e-aashiq ke saath saath
phir kaun vaariso.n ke sune izn-e-aam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
chale na jaa.e vo ghar ko usii bahaane se
sunaa do mere janaaze ko izn-e-aam nahii.n
Nasim Maysori
Ghazal
mai-KHaana-e-alast se elaan ho gayaa
saaqii kaa izn-e-aam hai ab kii bahaar me.n
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
Johar Siddiqi
Ghazal
baruun-e-mai-kada hii kyo.n ye rok-Tok puuchh-taachh
tirii taraf se saaqiyaa agarche izn-e-aam hai
Sarshar Hoshyarpuri
Ghazal
saaqii kii har nigaah me.n sahbaa thii jaam thaa
kal shaGl-e-mai-kashii kaa hame.n izn-e-aam thaa