SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa-e-ibrat"
Ghazal MATCHES FOR "jaa-e-ibrat"
Ghazal
agar vatan se mohabbat hai tum ko ai 'ibrat'
to paidaa azm se tum sabz inqalaab karo
Ibrat Bahraichi
Ghazal
shab-e-Gam me.n sitaaro.n ko ai 'ibrat'
sukuu.n-parvar nahii.n aKHgar samajhnaa
Ibrat Bahraichi
Ghazal
lii thii mauhuum tahaffuz ke gharau.nde me.n panaah
ret jab bikhrii to haalaat samajh me.n aa.e
Ibrat Machlishahri
Ghazal
daavaa-e-KHuu.n-bahaa na tazallum na ehtijaaj
kis be-navaa-e-vaqt kaa 'ibrat' ye qatl hai
Ibrat Machlishahri
Ghazal
jaa-e-ibrat hai ki phuuTii.n na tumhaarii aa.nkhe.n
mujhe yuu.n aa.nkh dikhaane se zaraa saa pahle
Tasleem Niyazi
Ghazal
hai ye duniyaa jaa-e-ibrat KHaak se insaan kii
ban ga.e kitne subuu kitne hii paimaane hu.e
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
jaa-e-ibrat hai ye jahaan 'nazar'
dil lagaane kaa ye maqaam nahii.n
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Ghazal
ye vaahima hii sahii phir bhii jaa-e-ibrat hai
ki aap apne hii saa.e se Dar gayaa huu.n mai.n
Natiq Azmi
Ghazal
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
duniyaa jise kahte hai.n miyaa.n jaa-e-amal hai
baato.n se kahii.n bantii hai taqdiir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
malaal ko thii ye zid ab tiraa KHayaal na aa.e
KHayaal aa ke rahaa aur malaal jaa ke rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
mai.n barg-e-gul se karuu.ngaa muqaabla us kaa
sunaa do jaa ke ye qaatil ko faisla meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jo the mahruum-e-anaa jaa kar samundar me.n gire
ek dariyaa ne magar apnii ravaanii chho.D dii
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
iiqaa.n kii phaTii lahad me.n jaa kar
mai.n KHaak-e-qayaas de rahaa huu.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
pa.Dii thii laash sar-e-raah be-his-o-harakat
jo dekhaa saamne jaa kar kafan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
zabt-e-Gam se laakh apnii jaan par ban aa.e hai
haa.n magar ye izzat-e-saadaat to rah jaa.e hai
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
mar chukaa mai.n to nahii.n us se mujhe kuchh haasil
barse gar paanii kii jaa aab-e-baqaa mere ba.ad