SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa.n-fidaa"
Ghazal MATCHES FOR "jaa.n-fidaa"
Ghazal
‘naved-at.har' kisii pe jaa.n fidaa kar
abas rusvaa javaanii ho rahii hai
Mohammad Naved Athar
Ghazal
is teGzan nii.n dil kuu.n diyaa hai mire KHitaab
bismil kaho shahiid kaho jaa.n-fidaa kaho
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
aap milte the to phir jaan fidaa karte the
intihaa thii hii nahii.n aap kii 'ayyaarii kii
Mazhar Husain Syed
Ghazal
dil to kyaa jaan fidaa kar de.n tire qadmo.n par
aashiqo.n me.n tire aise bhii hai.n himmat vaale
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
kyo.n jaan fidaa karte hai.n us dushman-e-jaa.n par
ye raaz mohabbat ke gunahgaar se puuchho
Raza Vasfi
Ghazal
daar pe cha.Dh ke jo tajdiid-e-vafaa hotii hai
is shahaadat pe to sau jaan fidaa hotii hai
Akhtar Orenvi
Ghazal
aage thakan kar de na kam shauq-e-safar
naqsh-e-qadam par jaa.n fidaa phir ho na ho
Ajmal Siddiqui
Ghazal
zinda hai raah-e-yaar me.n ai dil jo mar gayaa
parvaana-vaar jaan fidaa kar fuGaa.n na kar
Nabi Bakhsh Nayab
Ghazal
dil o jaa.n fidaa-e-raahe kabhii aa ke dekh hamdam
sar-e-kuu-e-dil-figaaraa.n shab-e-aarzuu kaa aalam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shab vo bole ruKH-e-raushan se haTaa kar zulfe.n
lo 'fidaa' sub.h hu.ii ab hame.n jaane diije
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
Gulaam-e-KHaak-e-paa maKHduum-saabir
fidaa-e-jaa.n sag-e-darbaar mai.n huu.n
Meeran Shah Jalandhari
Ghazal
jis pe ho jaa.e.n fidaa ko.ii bhii aisaa na milaa
saik.Do.n dekhe hasii.n aap ke diidaar ke ba.ad
Purnam Allahabadi
Ghazal
Anis Dehlavi
Ghazal
fidaa huu.n mai.n us naaz-e-jaa.n-baKHsh par
ki juu.n juu.n mu.aa me.n jilaayaa mujhe
Shah Aasim
Ghazal
phir huu.n tire taGaaful-e-zaahir kaa shikva-sanj
jaa.n ko fidaa-e-pursish-e-pinhaa.n kiye hu.e