SEARCH RESULTS
Showing search results for "janm-din"
Ghazal MATCHES FOR "janm-din"
Ghazal
kyaa pata unhe.n kaise janm din manaate hai.n
jin gharo.n me.n khaane ko roTiyaa.n nahii.n hotii.n
Shah Aalam Raunaq
Ghazal
baa.nT Daale aise ham ne dil ke Tuk.De kaaT kar
janm-din pe baa.nTte hai.n cake jaise kaaT kar
Ankit Maurya
Ghazal
Yashvardhan Mishra
Ghazal
KHizaa.n kii rut hai janam-din hai aur dhu.aa.n aur phuul
havaa bikher ga.ii mom-battiyaa.n aur phuul
Sabir Zafar
Ghazal
KHudaa jaane dil ko mire kyaa hu.aa hai
tumhii.n se KHafaa hai tumhii.n par fidaa hai
Maikash Akbarabadi
Ghazal
jaane dil kaa aa.nkh se kaisaa rishta hai
choT lage to aa.nkh se aa.nsuu bahtaa hai
Khaleel Ahmad
Ghazal
kahii.n pe aa.nkh kahii.n lab pe jaan dii ham ne
isii tarah se ga.nvaa dii hai zindagii ham ne
Atif Rais
Ghazal
Gariib jaan ke 'sanjar' mujhe vo kahte hai.n
ki aise-vaiso.n pe ham jaan de.n KHudaa na kare
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
Meeraji
Ghazal
ye jis ne jaan dii hai naan degaa
diyaa hai jis ne sar saamaan degaa
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Rehman Musawwir
Ghazal
chashm-e-tar jaam dil-e-baada-kashaa.n hai shiisha
mohtasib aaj kidhar jaam kahaa.n hai shiisha
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
jaan dii kis ke liye ham ye bataa.e.n kis ko
kaun kyaa bhuul gayaa yaad dilaa.e.n kis ko
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
kisii kaa jism hu.aa jaan-o-dil kisii ke hu.e
hazaar Tuk.De mirii ek zindagii ke hu.e