SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaraahat"
Ghazal MATCHES FOR "jaraahat"
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
nahii.n zariiya-e-raahat jaraahat-e-paikaa.n
vo zaKHm-e-teG hai jis ko ki dil-kushaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
aaraa.ish-e-jaraahat-e-yaaraa.n kii bazm hai
jo zaKHm dil me.n hai.n sabhii tan par sajaa ke laa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
dil ko bhii ik jaraahat-e-dil ne ataa kiyaa
ye hausla ki apne tamaashaa.iyo.n me.n thaa
Ada Jafarey
Ghazal
du.aa.e.n dete hai.n ham dil se teG-e-qaatil ko
lab-e-jaraahat-e-dil ko lab-e-du.aa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
na puuchh nusKHa-e-marham jaraahat-e-dil kaa
ki us me.n reza-e-almaas juzv-e-aa'zam hai
Mirza Ghalib
Ghazal
shaiKH saahab jaraahat-e-dil kaa
aap ke paas ko.ii marham hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
shor hai kis bazm kii arz-e-jaraahat-KHaana kaa
sub.h yak-bazm-e-namak suud-e-charaaG-e-kushta hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chaahe.n gar chaara jaraahat kaa mohabbat vaale
beche.n almaas o namak sa.ng-e-jaraahat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai jaraahat kaa mirii sauda-e-almaas ilaaj
faa.eda us ko kabhii sa.ng-e-jaraahat na kare