SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaraahat"
Nazm MATCHES FOR "jaraahat"
Nazm
mere liye kaun sochta hai
mirii rage.n chhiltii jaraahat ko kaun baKHshe
shifaa kii shabnam
Mohsin Naqvi
Nazm
naya husn
lab-e-shaadaab pe chhalkii hu.ii gulnaar ha.nsii
ik baGaavat hai ye aa.iin-e-jaraahat ke KHilaaf
Kaifi Azmi
Nazm
samandar ka sukut
mujh ko is daur-e-jaraahat se guzar jaane de
mujh ko jiine kii tamannaa nahii.n mar jaane de
Chandrabhan Khayal
Nazm
tazmin bar-ashaar-e-ghaalib
hasrat ai shauq-e-jaraahat! ruKHsat ai zauq-e-fanaa
haath hii teG-aazmaa kaa kaam se jaataa rahaa
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
KHun ki KHushbu
KHud masiihaa bhii the aur biimaar bhii the
(aur KHud apnii jaraahat ke liye tayyaar bhii the)
Satyapal Anand
Nazm
KHalish
kitne parde me.n gunahgaar hu.aa karte the
har jaraahat ke liye nusKHa-e-marham hotaa
Rizwanullah
Nazm
rawan hun main
ahd-dar-ahd kii jaraahat-numaa basaarat kii KHaak kaa vo bha.nvar hai
jis me.n
Iqbal Kausar
Nazm
nawa-e-pareshan
kabhii jaraahat-e-paikaa.n se muztarib ho kar
tamaam tiiro.n ko tarkash se khii.nch laatii hai
Anees Sultana
Nazm
jawab-e-shikwa
chashm-e-aqvaam se maKHfii hai haqiiqat terii
hai abhii mahfil-e-hastii ko zaruurat terii
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
ajab be-maajraa be-taur be-zaaraana haalat hai
vajuud ik vahm hai aur vahm hii shaayad haqiiqat hai
Jaun Eliya
Nazm
KHuda ka sawal
ye aql-o-zahaanat shu.uur-o-nazar
ye bastii ye sahraa ye KHushkii ye tar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
to mujh ko KHudaa raa Galat mat samajhnaa
ki merii zaruurat ho tum bahut KHuub-suurat ho tum
Tahir Faraz
Nazm
aadmi-nama
jo naach dekhtaa hai so hai vo bhii aadmii
yaa.n aadmii hii la.al-o-javaahar me.n be-bahaa