SEARCH RESULTS
Showing search results for "jariida"
Ghazal MATCHES FOR "jariida"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
sar-e-jariida-e-hastii hamaare baad 'umiid'
lahuu se kaun likhegaa ibaarate.n dil kii
Ummeed Fazli
Ghazal
maanind-e-harf safha-e-hastii se uTh gayaa
dil bhii miraa jariida-e-aalam me.n fard thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jariida me.n rah-e-pur-KHuun-e-ishq se guzraa
jaras se qaafile me.n bahs-e-naala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
diyaa na saath jo sabr-o-qaraar ne na diyaa
ravaana mulk-e-adam ko jariida honaa thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jam.a kar ye aavaaze.n merii KHud-kalaamii kii
aur un ke imle se dard kaa jariida likh
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
ye kyaa alamiya hai ki Iqliim-e-fan me.n
giroho.n kii chhab hai jariida jariida
Shahid Shaidai
Ghazal
Shayar Jamali
Ghazal
nayaa jariida-e-sher-o-adab nikaale kaun
yahaa.n KHariid ke pa.Dhtaa hai KHud risaale kaun
Zafar Naseemi
Ghazal
Guncha kii tarah KHaak rakhe.n zar ko baa.ndh kar
juu.n bole kal yahaa.n se to jaanaa jariida hai
Taskeen Dehlavi
Ghazal
Krishna Mohan
Ghazal
jo raaz-e-dil thaa vo KHalvat me.n sab kahaa ham ne
ko.ii bhii saath nahii.n thaa jariida aayaa thaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
tumhaare saath ye mausam farishto.n jaisaa hai
tumhaare baa'd ye mausam bahut sataa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
mai.n tirii suurat liye saare zamaane me.n phiraa
saarii duniyaa me.n magar ko.ii tire jaisaa na thaa