SEARCH RESULTS
Showing search results for "jataane"
Ghazal MATCHES FOR "jataane"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
yuu.n bhii tiraa ehsaan hai aane ke liye aa
ai dost kisii roz na jaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
do mushkile.n hai.n ek jataane me.n shauq ke
pahle to jaan jaa.iye phir maan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
vo ko.ii aur hii jazba thaa sirf pyaar na thaa
tujhe jo apnaa jataane ko be-qaraar rahaa
Waseem Barelvi
Ghazal
maut kii sun ke KHabar pyaar jataane aa.e
ruuThe duniyaa se jo ham yaar manaane aa.e
Purnam Allahabadi
Ghazal
Nuzhat Abbasi
Ghazal
insaan se insaan ko nafrat nahii.n achchhii
ehsaan jataane kii bhii aadat nahii.n achchhii
Yaseen Barari
Ghazal
allaah un kii aql kaa pardaa zaraa haTaa
phir apnii beTiyo.n ko jalaane lage hai.n log
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
taskiin-e-dil nasiib nahii.n hai to kyaa hu.aa
honaa yahii hai pyaar jataane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
detaa hai kisii aur ko tarjiih vo mujh par
us ko ye jataane me.n zaraa vaqt lagegaa
Sughra Sadaf
Ghazal
Nuzhat Abbasi
Ghazal
iz.haar se buland hai mai.n ne bataayaa ishq
bolaa maze hai.n is ko jataane ke aur bhii
Fakhira batool
Ghazal
ye kisii taur bhii allaah ko manzuur nahii.n
ki tuu ehsaan kare aur jataane nikle
Ehya Bhojpuri
Ghazal
dayaa dam naza.a me.n go aap ne par ruuh chal niklii
kisii ke rokne se jaane vaale kab Thaharte hai.n