SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazaa"
Ghazal MATCHES FOR "jazaa"
Ghazal
saudaa-garii nahii.n ye ibaadat KHudaa kii hai
ai be-KHabar jazaa kii tamannaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jis kaa amal hai be-Garaz us kii jazaa kuchh aur hai
huur o KHiyaam se guzar baada-o-jaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
is me.n nahii.n hai daKHl ko.ii KHauf o hirs kaa
is kii jazaa, na is kii sazaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
sazaa kaa haal sunaa.e.n jazaa kii baat kare.n
KHudaa milaa ho jinhe.n vo KHudaa kii baat kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
puuchhaa jo us ne taalib-e-roz-e-jazaa hai kaun
niklaa mirii zabaan se be-iKHtiyaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
jab hashr isii zamii.n pe uThaa.e ga.e to phir
barpaa yahii.n pe roz-e-jazaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
ek hii samt har ik KHvaab chalaa jaataa hai
yaad hai yaa ko.ii naqsh-e-kaf-e-paa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
sajde mire KHayaal-e-jazaa se hai.n maavaraa
maqsuud bandagii se tijaarat nahii.n mujhe
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
nahii.n ki mujh ko qayaamat kaa e'tiqaad nahii.n
shab-e-firaaq se roz-e-jazaa ziyaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
bad-kaam kaa ma.aal buraa hai jazaa ke din
haal-e-sip.har-e-tafraqa-andaaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
de jazaa allaah tuu is baaGbaan-e-ilm ko
jis ne Guncho.n ko khilaayaa aur gul-e-tar kar diyaa
Qaisar hayat
Ghazal
kariim hai to mirii laGzisho.n ko pyaar se dekh
rahiim hai to sazaa-o-jazaa kii had se nikal
Ahmad Faraz
Ghazal
gar saamne us ke bhii gire ashk to dil se
kyuu.n roz-e-jazaa KHuun kaa daavaa na kare.nge