SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhaTaknaa"
Ghazal MATCHES FOR "jhaTaknaa"
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
ye miraa sar ko jhaTaknaa tujhe samjhaataa nahii.n
kab tire sehr se niklaa tujhe kab bhuul gayaa
Mohammad Shahid Firoz
Ghazal
phir jagaa degaa tiraa haath jhaTaknaa mujh ko
mujh ko bil-farz kisii tarh se nii.nd aa.ii bhii
Faiyyaz Bostan
Ghazal
ab un ke haath jhaTaknaa zaruur hai.n 'shahzaad'
ki un ke haath hamaarii rago.n tak aa ga.e hai.n
Shahzad Baig
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
ik pal kii palak par hai Thahrii hu.ii ye duniyaa
ik pal ke jhapakne tak har khel suhaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ab sub.h o shaam shaayad girye pe rang aave
rahtaa hai kuchh jhamaktaa KHuunaab chashm-e-tar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.nkh se na haTnaa tum aa.nkh ke jhapakne tak
aa.nkh ke jhapakne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
sub.h kii tarah jhamaktaa hai shab-e-Gam kaa ufuq
'faiz' taabindagii-e-diida-e-tar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kis ne bhiige hu.e baalo.n se ye jhaTkaa paanii
jhuum kar aa.ii ghaTaa TuuT ke barsaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ai nau-bahaar-e-naaz tirii nik.hato.n kii KHair
daaman jhaTak ke nikle tire gulsitaa.n se ham
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
vo baat chhe.D jis me.n jhalaktaa ho sab kaa Gam
yaade.n kisii kii tujh ko sataa.e.n kisii ko kyaa
Habib Jalib
Ghazal
in zulfo.n me.n guu.ndhe.nge ham phuul mohabbat ke
zulfo.n ko jhaTak kar ham ye phuul giraa de.n to
Sahir Ludhianvi
Ghazal
daamaa.n ko merii haath se us raat mat jhaTak
tujh ko sahar ke chaak-e-garebaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
haath uThaa luu.n to tirii KHushbuu chalii jaa.egii
sar jhaTak duu.n to tiraa dast-e-sitam jaataa hai