SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhaTke"
Ghazal MATCHES FOR "jhaTke"
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
suuraj apne par jhaTke aur sub.h u.De
nii.nd nahaa.ii is duniyaa par barse rang
Swapnil Tiwari
Ghazal
ba.Dhtii hu.ii betaabii kuchh ruuTh ga.ii shaayad
jhaTke hu.e daaman se haatho.n ko hayaa aa.ii
Nushur Wahidi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ek jhaTke me.n hu.e shaah-o-gadaa zer-o-zabar
rah ga.ii duniyaa ulaT kar ki vabaa ke din hai.n
Aqeel Abbas Jafri
Ghazal
haath se gulchii.n ke jhaTke kaun khaa.e
shaaKH-e-gul par aashiyaanaa kuchh nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ulajh ke shaane se khaataa hai saik.Do.n jhaTke
qusuur se ye tire gesuu-e-rasaa kii taraf
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dil-e-betaab miraa vo na pha.nsaane paa.e
do hii jhaTke jo zaraa zulf-e-dotaa ne paa.e
Dagh Dehlvi
Ghazal
baal nicho.D ke jhaTke kis ne dukh ke dal-baadal
puuchh rahii hai ye purvaa.ii ham majbuuro.n se
Khalid Ahmad
Ghazal
bojh dil kaa ek hii jhaTke me.n halqa ho gayaa
ham tumhaarii yaad me.n KHud ko rulaa kar KHush hu.e
Virendra Khare Akela
Ghazal
KHudaa bachaa.e unhe.n aafato.n ke jhaTke se
jo dekhte hii mujhe muskuraane lagte hai.n
Asha Parbhat
Ghazal
zulf kii ek hii jhaTke me.n kaleja pha.Dkaa
bahut ayyuub ko da.avaa thaa shakebaa.ii kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Afzaal Naveed
Ghazal
vo log jo KHud ko zabt kaa rab bataa rahe the
pa.Dii jo mushkil to ek jhaTke kii maar nikle
Javed Mehdi
Ghazal
raat jhaTke se mirii nii.nd khulii TuuT ga.ii
kaa.nch kii chiiz thii Table se girii TuuT ga.ii
Osama Khalid
Ghazal
raabta to.D diyaa ek hii jhaTke me.n kyo.n
guftuguu kar ke ko.ii hal to nikaalaa hotaa