SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhaag"
Ghazal MATCHES FOR "jhaag"
Ghazal
jhaag u.Daate dariyaa ke ha.ngaame par
naqsh hu.aa dil par afsurda sannaaTaa
Abdurrahman Wasif
Ghazal
Parkash Fikri
Ghazal
tamsiil ban ga.e hai.n samundar kii jhaag kii
sahraa-e-Gam kii raakh me.n jo bhii dha.nse lage
Hanif Tarin
Ghazal
apnaa zamiir bech ke shohrat agar mile
baiThegii jhaag ban ke vo shohrat nahii.n qubuul
Riyaz Anwar
Ghazal
Madhurima Singh
Ghazal
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
Hamida Shaheen
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
paa.nv kii raah bah gayaa dil ko muhiit jhaag
kin aabii-nargiso.n ke khule sar pe baadbaa.n
Arsalan Rathor
Ghazal
kuuche se tire gaahe ghar shab ko jo aataa huu.n
phir sub.h hu.e sote uTh jaag chale jaanaa
Waliullah Muhib
Ghazal
sadaf hai.n yaa ki guhar jhaag hai.n ki ret faqat
hamaare vaaste kyaa le ke mauj aa.ii hai
Shareef Munawwar
Ghazal
ik KHaak kii naa.o kaa safar jaarii hai phir bhii
mu.nh-zor hai.n go jhaag u.Daate hu.e dariyaa
Riyaz Saghar
Ghazal
is tarah mujh ko 'ataa kii ga.ii sahbaa-e-hayaat
jis tarah ret pe kuchh jhaag samundar phe.nke
Azeezun Nisaa Saba
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
kabhii mil jaa.e to raste kii thakan jaag pa.De
aisii manzil se guzar jaane ko jii chaahtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ai ruuh-e-asr jaag kahaa.n so rahii hai tuu
aavaaz de rahe hai.n payambar saliib se