SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhaga.dne"
Ghazal MATCHES FOR "jhaga.dne"
Ghazal
us se rishta hii hamaaraa hai jhaga.Dne vaalaa
aur ye aap ke palle nahii.n pa.Dne vaalaa
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
tuu bhii auqaat me.n rah mujh se jhaga.Dne vaale
mai.n bhii auqaat se aage nahii.n jaane vaalaa
Ahmad Khayal
Ghazal
Gul Afshan
Ghazal
bartan TuuTe.n aavaaze.n ho.n shor mache
la.Dne aur jhaga.Dne vaalaa ko.ii to ho
Neelma Naheed Durrani
Ghazal
duniyaa se la.Daa.ii to azal hii se rahii hai
ab KHud se jhaga.Dne kii bhii mai.n Thaan rahaa huu.n
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Ghazal
aap kahte hai.n to KHaamosh hii rahte hai.n ham
par ta'alluq ne jhaga.Dne kii tamanna kii thii
Aun Abbas Aun
Ghazal
haqiiqato.n pe jhaga.Dne ke din ga.e 'shaariq'
ab us ke jhuuTh pe taalii bajaane aataa huu.n
Shariq Kaifi
Ghazal
la.Dne jhaga.Dne ke liye din bhar kaa vaqt hai
raato.n ke darmiyaan mohabbat kiyaa kare.n
Vineet Aashna
Ghazal
mai.n KHud se jhaga.Dne me.n huu.n masruuf mire dost
aur dekh rahe hai.n dar-o-diivaar tamaasha
Mannan Qdeer Mannan
Ghazal
kyaa vaz.a bayaa.n kiijiye us shoKH kii apne
la.Dne ko qayaamat hai jhaga.Dne ko balaa hai
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
gardish kii raqaabat se jhag.De ke liye thaa
jo ahd miraa titlii paka.Dne ke liye thaa
Hanif Tarin
Ghazal
ye ruuThne kaa sila hai kii ruuThne kii sazaa
vo aaj mujh ko manaa kar jhaga.Dne vaalaa hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
dil uj.Dii hu.ii ek saraa.e kii tarah hai
ab log yahaa.n raat jagaane nahii.n aate