SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhalo"
Ghazal MATCHES FOR "jhalo"
Ghazal
ye kaar-e-sher bhii ik kaar-e-KHair jaisaa hai
ke taaq taaq jalo lau ba.Dhaa ke so jaa.o
Rauf Raza
Ghazal
mire KHutuut to jhallaa ke phaa.D detaa hai
ajiib baat hai purzo.n ko phe.nktaa bhii nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
us kuuche kii havaa thii ki merii hii aah thii
ko.ii to dil kii aag pe pankhaa saa jhal gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
afsurdagii kii lai bhii tire qahqaho.n me.n thii
patjha.D ke sur bahaar ke jhaalo.n me.n aa ga.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
miTTii daldal kaale baadal ya.anii mai.n
jhiil-o-jharne achchhaa mausam ya.anii tum
Adnan Ahmad
Ghazal
Azhar Inayati
Ghazal
ai dil-jalo ye ashk yahaa.n dekhtaa hai kaun
ahl-e-jahaa.n ko in se sarokaar nahii.n hai
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
hijr naasuur hai chup-chaap hii jhelo is ko
aah-o-zaarii se KHatarnaak bhii ho saktaa hai
Injeel Saheefa
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
ik hasiina kii siyah-zulfo.n pe jhaalaa yuu.n lage
naag kaalaa chhag ke jaise pii gayaa hai barf barf