SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhamele"
Ghazal MATCHES FOR "jhamele"
Ghazal
na.ii ruto.n ke jhamele ho.n us kaa zaad-e-safar
shikast-e-arz-e-tamannaa pe gungunaa.uu.n mai.n
Anvar Mahmood Khalid
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
'shahzaad' zindagii ke jhamele hazaar hai.n
duniyaa nahii.n pasand to aa aur dekh le
Shahzad Ahmad
Ghazal
kisii ke saath na hone ke dukh bhii jhele hai.n
kisii ke saath magar aur bhii akele hai.n
Manmohan Talkh
Ghazal
duniyaa ke jhamele hii kuchh aise hai.n ki un ko
ham bhuul to jaate hai.n bhulaayaa nahii.n karte
Mushtaq Sadaf
Ghazal
Afzal Parvez
Ghazal
ajab tarah ke jhamele hai.n ishq me.n saahab
barat sako to ho ma.aluum aaTe daal kaa bhaav
Aftab Hussain
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
hashr se kam na kisii din ke jhamele ho.nge
ik qayaamat hame.n har shab kaa guzarnaa hogaa
Roohi Kanjahi
Ghazal
Tanmay Mishra
Ghazal
baar to hote hai.n duniyaa ke jhamele aksar
vaise kuchh baar giraa.n-baar nahii.n bhii hote
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
ham bhii ik zamaane tak haadso.n se khele hai.n
Gam uThaa.e hai.n paiham dard ham ne jhele hai.n
Naseem Zaidi Trishul
Ghazal
na naaznii.n ke jhamele na mah-jabii.n ke the
hamaare gaa.nv ke jhag.De to bas zamii.n ke the
Islam Parvez
Ghazal
zindagii ke har ik jhamele me.n
mai.n ne tujh ko hii to pukaaraa hai