SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhapkii.n"
Ghazal MATCHES FOR "jhapkii.n"
Ghazal
raat bhar jaagaa kiye palke.n na jhapkii.n ham ne
raat bhar ishq ke aazaar ne sone na diyaa
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
aa.nkhe.n tumhaarii jhapkii.n hai.n iidhar ko beshtar
tum in ishaarato.n se bulaate ho ham ko kyaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aa.nkhe.n jhapkii.n ahd-e-javaanii biit gayaa
le kar kitne KHvaab suhaane aayaa thaa
Ainuddin Azim
Ghazal
aa.nkhe.n na jhukii.n terii kisii Gair ke aage
duniyaa me.n ba.Dii chiiz mirii jaan! hai.n aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aisii dahshat thii fazaa.o.n me.n khule paanii kii
aa.nkh jhapkii bhii nahii.n haath se patvaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
ham ne to raat ko daa.nto.n se paka.D kar rakkhaa
chhiinaa-jhapTii me.n ufuq khultaa gayaa jaate hu.e
Gulzar
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
sub.h tak mire ham-raah aa.nkh bhii na jhapkaa.ii
mai.n ne har sitaare ko dard-aashnaa paayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
lamhe ke TuuTne kii sadaa sun rahaa thaa mai.n
jhapkii jo aa.nkh sar pe nayaa aasmaan thaa
Adil Mansuri
Ghazal
ye husn-e-KHatm-e-safar ye tilism-KHaana-e-ra.ng
ki aa.nkh jhapkuu.n to manzar nayaa hai mere liye
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dhuup itnii hai band hu.ii jaatii hai aa.nkh
aur palak jhapkuu.n to manzar jaataa hai
Zeb Ghauri
Ghazal
tum chup rahe payaam-e-mohabbat yahii to hai
aa.nkhe.n jhukii.n nazar kii qayaamat yahii to hai