SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhi.Dak"
Ghazal MATCHES FOR "jhi.Dak"
Ghazal
aa.nkho.n me.n merii sub.h-e-qayaamat ga.ii jhamak
siine se us parii ke jo parda ulaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ronaa-dhonaa kuchh na khaanaa aur jhi.Dak kar bolnaa
ham ne ye aadat banaa.ii aap ke jaane ke ba.ad
Mehrbaan Amrohvi
Ghazal
jhi.Dak diyaa hame.n kuuche me.n us ne har-dam dekh
ham apne dil me.n kuchh us dam KHajil kasiir hu.e
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
agar kabhii mai.n jhi.Dak duu.n kisii savaalii ko
miraa zamiir bahut sharmsaar rahtaa hai
Asif Izhar Ali
Ghazal
phuul KHushbuu se biga.Dte hai.n hame.n bhii le chal
aur jho.nke se vo daaman ko jhi.Dak jaatii hai
Vipul Kumar
Ghazal
Abu Mohammad Syed Husain Saifi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kahaa jo vasl ko un se jhi.Dak ke yuu.n bole
ki tujh se vasl kii ham Thaan de.n KHudaa na kare
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
le liyaa dil miraa Gussa se jhi.Dak kar us ne
dilrubaa.ii bhii hai zaalim kii dil-aazaarii me.n
Taufeeq Hyderabadi
Ghazal
jise dekho vo faqiiro.n ko jhi.Dak detaa hai
ahl-e-duniyaa na hu.e aap ke darbaan hu.e
Ishrat Jalandhari
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jhapak rahii hai.n zamaan o makaa.n kii bhii aa.nkhe.n
magar hai qaafila aamaada-e-safar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
aa.nsuu jhalak jhalak ke sataa.e.nge raat bhar
motii palak palak me.n piroyaa kare.nge ham