SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhulsaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "jhulsaa.e"
Ghazal
ik aah-e-garm ne jhulsaa.e KHosha-e-anjum
tamaam khetii tirii aasmaan suukh ga.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
baasii phuulo.n ko na jhulsaa.e to suuraj kaisaa
taaza kaliyaa.n na khilaa.e to sabaa kaisii hai
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
haalaat kii shiddat ne jhulsaa.e badan aise
chehre kii ziyaa ruKHsat zebaa.ii nahii.n baaqii
Lubna Safdar
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
suufiyo.n ke jo na thaa laa.eq-e-sohbat to mujhe
qaabil-e-jalsa-e-rindaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
us dariiche me.n bhii ab ko.ii nahii.n aur ham bhii
sar jhukaa.e hu.e chup-chaap guzar jaate hai.n
Javed Akhtar
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
jhulas rahe hai.n yahaa.n chhaa.nv baa.nTne vaale
vo dhuup hai ki shajar iltijaa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
mujh ko rotaa hu.aa dekhe.n to jhulas jaa.e.n raqiib
aag paanii me.n bhii ai soz-e-jigar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
adab hai mai.n jo jhukaa.e hu.e huu.n aa.nkh apnii
Gazab hai tum jo na dekho nazar uThaa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
sar jhukaa.e hu.e KHaamosh jo tum baiThe ho
itnaa kaafii hai mire dost nadaamat ke liye
Azhar Nawaz
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
aa.ndhiyaa.n sharm se ho jaa.e.n na paanii paanii
sar yahii soch ke pe.Do.n ne jhukaa.e rakkhaa