SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhumke"
Ghazal MATCHES FOR "jhumke"
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
jhumke dikhaa ke tuur ko jin ne jalaa diyaa
aa.ii qayaamat un ne jo parda uThaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
us ke faroG-e-husn se jhumke hai sab me.n nuur
sham-e-haram ho yaa ki diyaa somnaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum ne to be-kaar samajh kar phe.nk diyaa
par socho us jhumke par kyaa guzrii hai
Shad Siddiqi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Vijay Sharma
Ghazal
jhumke dikhaa ke us ko tuu ne jo mu.nh dikhaayaa
mar hii gayaa na teraa saa.il ta.Dap ta.Dap kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Kanupriya
Ghazal
chaa.nd hai jo aasmaa.n me.n vo to hai us kii jabii.n
aur taare hai.n ye saare us ke jhumke kii tarah
Ankit Maurya
Ghazal
us kaan ke jhumke kii laTak dekh lii shaayad
har KHosha isii taak me.n rahtaa hai enab kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kangan jhumke baalii paa.el bindiyaa kyaa
ghar bhii le ga.ii saath me.n saaraa vo la.Dkii
Santosh Purswani Sant
Ghazal
jaa baiThte hai.n ham lab-e-dariyaa pe jab kabhuu
kyaa jhumke apne ham ko dikhaatii hai chaandnii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
yuu.n khii.nchte hai.n mujhe tere jhumke apnii taraf
kisii namaazii ko jaise azaan khii.nchtii hai
Ghalib Duraib
Ghazal
tumhaare bin kahaa.n paazeb jhumke
a.nguuThii chuu.Diyaa.n kuchh bhii nahii.n hai
Shahzad Faiz
Ghazal
baat karte hai.n mire kaano.n se jab bhii jhumke
kaisii chhan-chhan sii chhanaktii hai sadaa-e-ehsaas