SEARCH RESULTS
Showing search results for "jurmaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "jurmaanaa"
Ghazal
Gusse me.n jo dii gaalii mu.nh chuum liyaa mai.n ne
zaalim ne kahaa ye kyaa mai.n ne kahaa jurmaana
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
jaan le.nge ki vo dil le.nge jinhe.n chaahaa hai
dekhiye karte hai.n kyaa aa ke vo jurmaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
aa.nsuu pahlii shart hai is samjhaute kii
Gam to saa.nso.n kaa jurmaana hotaa hai
Shakeel Jamali
Ghazal
barhamii par haa.e vo jurmaana-haa-e-jurm-e-shauq
vaj.h-e-afzuunii-e-shauq-e-jurm har jurmaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
aadaab-e-munsifii se mai.n vaaqif nahii.n 'hasan'
shahr-e-KHataa me.n kartaa huu.n jurmaana dasht kaa
Hasan Aziz
Ghazal
pahle saabit hotaa hai us se malne kaa jurm
aur phir mujh pe yaado.n kaa jurmaana hotaa hai
Sarfaraz Khalid
Ghazal
ham apnii jaan se dete tumhe.n sadqa mohabbat kaa
magar tum ne to chaahaa is ko jurmaana banaa denaa
Mohammad Aazam
Ghazal
jo but banaa.uu.ngaa teraa to haath ho.nge qalam
ye jaante hu.e jurmaana bharnaa chaahaa thaa
Faragh Rohvi
Ghazal
vasl hii asl hai 'tahsiin' pareshaa.n mat ho
hijr-e-aadam se hu.e jurm kaa jurmaana hai
Yunus Tahseen
Ghazal
baaG-e-badan me.n us ke be-ra.ng-o-buu rahe ham
ab KHvaahishe.n ba-taur-e-jurmaana ho rahii hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
chho.D kar jannat sii galiyaa.n gaa.nv se aanaa pa.Daa
ek roTii ke liye hii itnaa jurmaana pa.Daa
Niddhi Gupta Kashish
Ghazal
kar chuke hai.n naqd KHidmat jaabiraan-e-qaum kii
de chuke hai.n bech ke ghar-baar jurmaana abhii
Shauq Bahraichi
Ghazal
chhoTii-moTii baat ho to jins-e-Gam dete raho
jurm ho sa.ngiin to KHushiyo.n kaa jurmaana karo
Sultan Rashk
Ghazal
jinhe.n gin.ne me.n TuuTii saa.ns Dorii
unhii.n saa.nso.n kaa jurmaana bharuu.n kyaa