SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaafar"
Ghazal MATCHES FOR "kaafar"
Ghazal
had chaahiye sazaa me.n uquubat ke vaaste
aaKHir gunaahgaar huu.n kaafar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
samjhaa rahe the mujh ko sabhii naasehaan-e-shahr
phir rafta rafta KHud usii kaafar ke ho ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
chho.Duu.ngaa mai.n na us but-e-kaafir kaa puujnaa
chho.De na KHalq go mujhe kaafar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
vo jaagtaa rahaa to qayaamat bapaa rahii
vo so gayaa to aur bhii kaafar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
nafrat bhii usii se hai parastish bhii usii kii
is dil saa ko.ii ham ne to kaafar nahii.n dekhaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
qadr kuchh bhii mire dil kii but-e-kaafir ne na kii
zulf-e-pechaa.n se jo uljhaa to mire sar maaraa
Muztar Khairabadi
Ghazal
tum jinhe.n kahte ho kaafar unhe.n aa kar dekho
kaise karte hai.n ye insaan kii KHidmat likhnaa
Fahmida Mosarrat Ahmad
Ghazal
yaar 'qamar' kii baato.n kaa kyaa us kii ek hii raT
likhtaa hai bas naam tiraa vo kaafar-vaafar kyaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
Gaarat-garii ko dekh ke ahl-e-yaqiin kii
mai.n dekhtaa huu.n us ko jo kaafar nahii.n hu.aa
Shahzad Nayyar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaar-e-dii.n us but ke haatho.n haa.e abtar ho gayaa
jis musalmaa.n ne use dekhaa vo kaafar ho gayaa
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
kahaa.n kahaa.n tire kaafar ne sar jhukaayaa hai
kahaa.n kahaa.n se muqaddas du.aa.e.n bhejii hai.n
Subodh Lal Saqi
Ghazal
jis ke iimaa.n par but-e-kaafar ha.nse
allaah allaah vo ha.nse kyuu.nkar ha.nse
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
uTh gayaa chal ke tire dar se mai.n go ka.aba ko
par ye zunnaar vahaa.n bhii but-e-kaafar to.Daa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho
kahii.n to bahr-e-KHudaa aaj zikr-e-yaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye havaa.e.n u.D na jaa.e.n le ke kaaGaz kaa badan
dosto mujh par ko.ii patthar zaraa bhaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
chaman pe Gaarat-e-gul-chii.n se jaane kyaa guzrii
qafas se aaj sabaa be-qaraar guzrii hai