SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaagaz"
Ghazal MATCHES FOR "kaagaz"
Ghazal
ye havaa.e.n u.D na jaa.e.n le ke kaaGaz kaa badan
dosto mujh par ko.ii patthar zaraa bhaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kaaGaz me.n dab ke mar ga.e kii.De kitaab ke
diivaana be-pa.Dhe-likhe mash.huur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
kis tarah jam.a kiijiye ab apne aap ko
kaaGaz bikhar rahe hai.n puraanii kitaab ke
Adil Mansuri
Ghazal
hai kaun ki jo KHud ko hii jaltaa hu.aa dekhe
sab haath hai.n kaaGaz ke diyaa de.n to kise de.n
Aanis Moin
Ghazal
kaaGaz ko sab sau.np diyaa ye Thiik nahii.n
sher kabhii KHud par bhii taarii kiyaa karo
Rahat Indori
Ghazal
kaaGaz kii katrano.n ko bhii kahte hai.n log phuul
rango.n kaa e'tibaar hii kyaa suu.ngh ke bhii dekh