SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaar-e-savaab"
Ghazal MATCHES FOR "kaar-e-savaab"
Ghazal
KHayaal lams kaa kaar-e-savaab jaisaa thaa
asar sadaa kaa bhii mauj-e-sharaab jaisaa thaa
Abrar Azmi
Ghazal
KHudaa hii jaane ye kaar-e-savaab kaise hu.aa
vo apnii zaat me.n sho.ala thaa aab kaise hu.aa
Shan Bharti
Ghazal
sabhii uzr-haa-e-gunaah jab hu.e mustarad
to daliil kaisii difaa-e-kaar-e-savaab me.n
Syed Mubarak Shah
Ghazal
buraa sahii mai.n pa niyyat burii nahii.n merii
mire gunaah bhii kaar-e-savaab me.n likhnaa
Umar Ansari
Ghazal
ab mai-kasho.n kaa piinaa kaar-e-savaab Thahre
saaGar chhalak rahe hai.n haatho.n me.n paarsaa ke
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
Thokar me.n us ko rakhnaa hii kaar-e-savaab hai
duniyaa to hai janaab utaaraa faqiir kaa
Ahmad Nesar
Ghazal
KHairaat hii pilaa de ko.ii jaam saaqiyaa
der is qadar na chaahiye kaar-e-savaab me.n
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
qadam qadam pe jahaa.n me.n hai imtihaan-e-hayaat
'azaab chho.D de kaar-e-savaab letaa chal
Saghar Khaleeqi
Ghazal
ashko.n ko safii' ha.ns ke luTaa dil ko lahuu kar
tere liye ab kaar-e-savaab utre hai.n kitne