SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaargah"
Ghazal MATCHES FOR "kaargah"
Ghazal
le saa.ns bhii aahista ki naazuk hai bahut kaam
aafaaq kii is kaargah-e-shiishagarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye bhii mumkin hai ki is kaar-gah-e-dil me.n 'zafar'
kaam ko.ii kare aur naam kisii kaa lag jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
isii ne mujh ko chaTaano.n ke hausle baKHshe
vo karbalaa-e-fanaa thii ki kaargaah-e-jadal
Ahmad Faraz
Ghazal
maqaam yuu.n hu.aa is kaar-gaah-e-duniyaa me.n
ki jaise din ko musaafir saraa me.n aa ke chale
Meer Anees
Ghazal
ab kaargah-e-dahr me.n lagtaa hai bahut dil
ai dost kahii.n ye bhii tiraa Gam to nahii.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
dil kaar-gaah-e-fikr o 'asad' be-navaa-e-dil
yaa.n sa.ng-e-aastaana-e-'bedil' hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
suufii ye sahv mahv hu.e sadd-e-baab-e-uns
kyaa imbisaat kaar-gah-e-hast-o-buud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
kaar-gaah-e-hastii me.n laala daaG-saamaa.n hai
barq-e-KHirman-e-raahat KHuun-e-garm-e-dahqaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa KHuub tamaasha hai ye kaar-gah-e-hastii
har jism salaamat hai har zaat adhuurii hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
ye kaargaah-e-zehaanat hai is me.n chhoTe kyaa
ba.De-ba.Do.n ne yahaa.n par ba.Dii himaaqat kii
Azhar Inayati
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
har-dam qadam ko apne rakh ehtiyaat se yaa.n
ye kaar-gaah saarii dukkaan-e-shiishagar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaar-gaah-e-hasrat kaa hashr kyaa hu.aa yaa rab
daaG-e-dil pe kyaa guzrii naqsh-e-mudda.aa ho kar
Fani Badayuni
Ghazal
kaar-gah-e-baqaa mujhe zaat-o-hayaat-o-kaa.enaat
zaat-o-hayaat-o-kaa.enaat daa.era-e-fanaa mujhe
Anwar Shuoor
Ghazal
ye kaar-gaah-e-tilismaat hai yahaa.n 'sayyad'
KHasaara naf.a samajh naf.a ko KHasaara samajh
Fazl Geelani
Ghazal
kaar-gaah-e-duniyaa kii nestii bhii hastii hai
ik taraf uja.Dtii hai ek samt bastii hai
Yagana Changezi
Ghazal
asnaam-taraashii bhii ba.Dii chiiz hai lekin
hai naazukii-e-kaargah-e-shiisha-garaa.n aur