SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaarvaan"
Ghazal MATCHES FOR "kaarvaan"
Ghazal
tahii zindagii se nahii.n ye fazaa.e.n
yahaa.n saik.Do.n kaarvaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
rahegaa raavii o niil o furaat me.n kab tak
tiraa safiina ki hai bahr-e-be-karaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
baarhaa dekhaa hai 'saaGar' rahguzaar-e-ishq me.n
kaarvaa.n ke saath aksar rahnumaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ham aa.ndhiyo.n ke ban me.n kisii kaarvaa.n ke the
jaane kahaa.n se aa.e hai.n jaane kahaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
ab jis taraf se chaahe guzar jaa.e kaarvaa.n
viiraaniyaa.n to sab mire dil me.n utar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
mai.n akelaa hii chalaa thaa jaanib-e-manzil magar
log saath aate ga.e aur kaarvaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ab raftagaa.n kii baat nahii.n kaarvaa.n kii hai
jis samt bhii ho gard-e-safar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Ghazal
qataar-e-shisha hai yaa kaarvaan-e-ham-safaraa.n
KHiraam-e-jaam hai yaa jaise kaa.enaat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
us ek dasht me.n sau shahr ho ga.e aabaad
jahaa.n kisii ne kabhii kaarvaa.n luTaayaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaarvaa.n hai yaa saraab-e-zindagii hai kyaa hai ye
ek manzil kaa nishaa.n ik aur hii jaada lagaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
bhii.D vaqt letii hai rahnumaa parakhne me.n
kaarvaan ban.ne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
sad kaarvaa.n vafaa hai ko.ii puuchhtaa nahii.n
goyaa mataa-e-dil ke KHariidaar mar ga.e