SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaarvaan"
Nazm MATCHES FOR "kaarvaan"
Nazm
raqib se!
kaarvaa.n guzre hai.n jin se usii raanaa.ii ke
jis kii in aa.nkho.n ne be-suud ibaadat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-hindi
ai aab-ruud-e-ga.ngaa vo din hai yaad tujh ko
utraa tire kinaare jab kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
saalaar-e-kaarvaa.n hai miir-e-hijaaz apnaa
is naam se hai baaqii aaraam-e-jaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
chakle
ye kuuche ye niilaam ghar dilkashii ke
ye luTte hu.e kaarvaa.n zindagii ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
iltija-e-musafir
maqaam ham-safaro.n se ho is qadar aage
ki samjhe manzil-e-maqsuud kaarvaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
jaane kin vaadiyo.n me.n utraa hai
Gairat-e-husn kaarvaa.n teraa
Saifuddin Saif
Nazm
pandrah august
hai va.ada KHud se nibhaanaa hame.n agar apnaa
to kaarvaa.n nahii.n ruk paa.e bhuul kar apnaa
Javed Akhtar
Nazm
hasan kuza-gar(3)
jahaa.n-zaad
vo halab kii kaarvaa.n-saraaa kaa hauz, raat vo sukuut
Noon Meem Rashid
Nazm
aazadi
ye kaarvaan hai.n pasmaa.ndgaan-e-manzil ke
ki rahravo.n me.n yahii hai.n imaam-e-aazaadii