SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaarvaan-e-Gam-e-jaanaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "kaarvaan-e-Gam-e-jaanaa.n"
Ghazal
dil ko husn-e-Gam-e-jaanaa.n se farozaa.n kar de.n
kufr me.n rang bhare.n aisaa ki iimaa.n kar de.n
Makhmoor Bhopali
Ghazal
dil kaa maqsuum thaa mahv-e-Gam-e-jaanaa.n honaa
usii aa.iine se siikhe ko.ii hairaa.n honaa
Bashir Farooq
Ghazal
sab jise kahte hai.n vaqf-e-Gam-e-jaanaa.n honaa
avvalii.n shart hai us ke liye insaa.n honaa
Kaif Moradaabadi
Ghazal
dil hai masarrat-e-Gam-e-jaanaa.n liye hu.e
lekin malaal-e-talKHii-e-dauraa.n liye hu.e
Ateeq Ahmad Ateeq
Ghazal
phir hujuum-e-Gam-e-jaanaa.n hai KHudaa KHair kare
phir mirii maut kaa saamaa.n hai KHudaa KHair kare
Mukhtar Ashiqi Jaunpuri
Ghazal
fasaana-e-Gam-e-jaanaa.n kisii pe baar nahii.n
ab apne dil ke sivaa ko.ii raazdaar nahii.n
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
rahm ai Gam-e-jaanaa.n baat aa ga.ii yaa.n tak
dasht-e-gardish-e-dauraa.n aur mire garebaa.n tak
Shamim Jaipuri
Ghazal
Abrar Abid
Ghazal
manzil-e-dil se to guzre hu.e din biit ga.e
kaarvaan-e-Gam-e-jaanaa.n hai rag-e-jaa.n ke qariib
Shamim Karhani
Ghazal
hargiz na ho ai dil Gam-e-jaanaa.n kii shikaayat
kartaa hai bhalaa ko.ii bhii mehmaa.n kii shikaayat
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Gam-e-jaanaa.n jahaa.n likkhaa gayaa hai
vahii.n par raa.egaa.n likkhaa gayaa hai
Tahzeeb Abrar
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
ik umr fasaane Gam-e-jaanaa.n ke ga.Dhe hai.n
taare ufuq-e-sher pe kyaa kyaa na ja.De hai.n
Shohrat Bukhari
Ghazal
zindagii ko Gam-e-jaanaa.n ke havaale kar duu.n
jis kaa Dar hai usii tuufaa.n ke havaale kar duu.n